Tears of Blood The Holy Prophet (S) called the attention of Ibn - TopicsExpress



          

Tears of Blood The Holy Prophet (S) called the attention of Ibn Masud and imparted some advice to him. He said in this regard.“Never imagine a sin to be trifle and small and abstain from the Greater Sins, because, on the Day of Judgment, when the slave beholds his sins, tears of blood and puss shall flow from his eyes. At that moment Allah shall say, “This is the day when everyone shall see his good or bad deeds, and wish there be a great distance between them and their sins.” (Bihār al-Anwār vol.17) It is also related from the Holy Prophet (S) that he said,“Verily, a person shall be kept imprisoned in Hell for a hundred years for each of the sins (that he commits).”(al-Kāfi) Who is Happy ? A Crow Lived in the Forest and was absolutely satisfied in life.But one day he saw a swan. This swan is so white and I am so black. crow thought. This swan must be the happiest bird in the world.He expressed his thoughts to the swan. Actually, the swan replied, I was feeling that I was the happiest bird around until I saw a parrot, which has two colors. I now think the parrot is the happiest bird in creation.The crow then approached the parrot. The parrot explained, I lived a very happy life until I saw a peacock.I have only two colors, but the peacock has multiple colors. The crow then visited a peacock in the zoo and saw that hundreds of people had gathered to see him. After the people had left, The crow approached the Peacock. Dear Peacock, You are so beautiful. Every day thousands of people come to see you. When people see me, they immediately shoo me away. I think you are the happiest bird on the planet. The peacock replied, I always thought that I was the most beautiful and happy bird on the planet. But because of my beauty, I am entrapped in this zoo. I have examined the zoo very carefully, and I have realized that the crow is the only bird not kept in a cage.So for past few days I have been thinking that if I were a crow, I could happily roam everywhere.Thats our problem too. We make unnecessary comparison with others and become sad. We dont value what we have with us. This all leads to the vicious cycle of unhappiness. Value the things we have with us. Learn the secret of being happy and discard the comparison which leads only to unhappines.. Salaam isliye karta hun aapko maula Main jaanta hun jawabe salaam wajib hai... Sifat-e-Shia Imam Jafar-e-Sadiq(as): Hamare Shia parhezgaar, waada wafa karnewale aur amaanat ko lautaane wale hote hain.[Bihar ul-Anwar, Volume 68] Imam Jafar-e-Sadiq(as): Ali(as) k Shia apne Khaaliq k liye amal karte hain. Usi se sawaab ki ummid aur azaab ka khauf rakhte hain.[Bihar ul-Anwar, Volume 68] Imam Ali ar-Reza(as): Hamare Shia hamara hukm tasleem karte hain aur hamare aqwaal (ahadith) par amal karte hain.[Bihar ul-Anwar, Volume 68] Imam Jafar-e-Sadiq(as): Khuda ki qasam! Ali(as) k Shia apne pet aur sharmgaah ko haraam cheezon se mehfuz rakhte hain.[Bihar ul-Anwar, Volume 68] Imam Ali ar-Reza(as): Shia hum me se hain, unki paidaish hamari mitti se hui hai. Unka dost hamara dost, unka dushman hamara dushman hai[Bihar ul-Anwar, Volume 68] Imam Jafar-e-Sadiq(as): Yaqinan Ali(as) k Shia pet khaali, hont khushk(dry) aur meherbaan hote hain. [Mishkat ul Anwar, Volume 58] Imam Jafar-e-Sadiq(as): Ali(as) ke Shia saahebaane ilm-o-hilm hote hain aur tarke duniya se pehchane jaate hain. [Mishkat ul Anwar,Vol.58] Imam Mohammad Baqir(as): Ali(as) ke Shia kasrat se namazen padhte hain, duaaen maangte hain aur Quran-e-paak ki tilawat karte hain. [Bihar ul-Anwar, Volume 68] Imam Mohammad Baqir(as):Ali(as) ke Shia raat ki taariki me zameen ko apna bistar bana lete hain aur uska isteqbaal sajdo se karte hain [Bihar ul-Anwar, Volume 68] Imam Mohammad Baqir(as): Hamare Shia ghareeb padosi,faqeero maqrooz aur yateemo ki zimmedari ko qabool karte hain. [Bihar ul-Anwar, Volume 68] Imam Mohammad Baqir(as): Hamara Shia amanaatdaari,waledain k sath neki aur kasrat se zikre Khuda karne se pehchaane jaate hain. [Bihar ul-Anwar, Volume 68] Imam Mohammad Baqir(as): Hamare Shia ghareeb padosi,faqeero maqrooz aur yateemo ki zimmedari ko qabool karte hain. [Bihar ul-Anwar, Volume 68] Imam Mohammad Baqir(as): Hamara Shia wo hai jo Allah(swt) se darta ho aur Allah(swt) ki itaaat(obey) karta ho. [Bihar ul-Anwar, Volume 68] Imam Mohammad Taqi(as): Ali(as) ke Shia hamari wilayat k daayere me ek dusre par jaan fida karte hain (ek dusre se mohabbat karte hain). [Bihar ul-Anwar, Volume 68] Imam Mohammad Taqi(as): Ali(a) k Shia agar ghazabnaak b ho to zulm nai karte,agar khush-haal ho tab b fuzool kharchi nai karte hain. [Bihar ul-Anwar, Volume 68] Imam Mohammad Taqi(as): Ali(as) k Shia apne padosiyo k liye rehmat o barkat aur apne milnewalo k liye sukoon ka sabab rehte hain. [Bihar ul-Anwar, Volume 68] Imam Mohammad Baqir(as): Ali(as) k Shia dheemi aawaaz me guftagu karte hain aur unke badan se kisi ki dushmani zaahir nahi hoti. [Bihar ul-Anwar, Volume 67] Imam Ali ibne Abu Talib(as):Namaz-e-Shab padhne se Shia k chehre zard ho jate hain,khaufe Khuda se unki aankhe aansuo se labrez ho jati hain [Bihar ul-Anwar, Volume 67] Imam Mohammad Baqir(as): Ali(as) k Shia laalchi nahi hote,saada zindagi guzaarte hain aur unka asaasa(saamaan) mukhtasir hota hai [Bihar ul-Anwar, Volume 67] Imam Sadiq(as): Hamare Shia apna bhaar(load) dusro pe nahi daalte,apne biradare imaani k alawa kisi aur se sawal nahi karte. [Bihar ul-Anwar, Volume 67] Imam Sadiq(as): Kod(leprosy) laanat ki tarha hai,ye na hum mein hoti hai,na hamari aulad mein aur na hamare Shiyo mein. [Bihar ul-Anwar, Volume 69] Imam Sadiq(as): Hamare Shia ache kaam anjaam dene k liye aage badhte hain aur bure kaamon se khud ko dur rakhte hain. [Bihar ul-Anwar, Volume 69] Imam Kazim(as):Ay Shiyo! Beshak duniya tumhari dushman hai,bas tum apne aap ko jitna ho sake behtar banakar pesh karo. [Bihar ul-Anwar, Volume 68] Imam Sadiq(as): Hamare Shia neki karte hain,apne Rabb se nazdiki hasil karne ke liye azeem kaarnamo ki taraf aage badhte hain [Bihar ul-Anwar, Volume 69] Imam Sadiq(as):Hamare Shia 4 cheezo par yaqin rakhte hain: *Meraj *Qabr me sawal-jawab *Jannat-jahanum ki khilqat *Shafaat [Bihar ul-Anwar, Volume 69] HAFTA E BARAAT TABARRA SERIES HADEES NO. 7 Topic :- MUJE YEH QAMEES ZYADA PASAND HAI Imam Sadiq (as) ki khidmat me ek darzi (tailor) do qamees (shirts) le kar aaya aur usne Imam (as) se kaha, Jab main in do qameeson me se ek qamees bana raha tha to main Mohammed aur Aale Mohammed (sawa) par salwat bhej raha tha. Aur jab doosri qamees bana raha tha to main Mohammed aur Aale Mohammed (sawa) ke dushmano par Lanat bhej raha tha. Aap in do qameeson me se kaunsi qamees ko chunenge (select karenge)? Imam Sadiq (as) ne us qamees ko chuna (select kiya) jo wo Ahle Bait (as) ke dushmano par lanat bhejte huwe bana raha tha aur Aap (as) ne Irshad farmaya: Mujhe Ye Qamees Zyada Pasand Hai. Ref :- Emaratul Wilaayah,Page :- 51,Ref 2 :- Taleeqato Shifaus Sudoor,Vol :- 2 Page :- 48 Bar Dushman e Ahle Bait (as) Lanat beshUmar --------------- ---------------------------
Posted on: Mon, 05 Jan 2015 09:00:01 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015