Than than ki suno jhankarYe duniya hai kala bazaarYe paisa bolta - TopicsExpress



          

Than than ki suno jhankarYe duniya hai kala bazaarYe paisa bolta hai - 2Main gol hun duniya gol - 2Jo bolu khol du sab ki polYe paisa bolta hai - 4Rang gora ho ya kala hoJag uska jo paisa wala hoGhapale se mile ya rishwat seBanta hai mukaddar daulat seSaccha hai yahan kangalTo beimaan hai malamalYe paisa bolta hai - 4Bhagwan ke ghar bhi khot chalePuja ke liye bhi note chaleJo chahe karwalo dhan seHar kam bane donation seMilta hai us hi ko voteDikhaye jo voter ko noteYe paisa bolta hai - 4Paiso pe agar main marta hunBatlao bura kya karta hunJab bajati hai shahnai dhan kiTab uthti hai doli dulhan kiMain gangu teli ko du raj - 2Gadho ke sir pe rakh du tajYe paisa bolta hai - 4Than than ki suno jhankarYe duniya hai kala bazaarYe paisa bolta hai -
Posted on: Thu, 27 Jun 2013 12:04:55 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015