This Ramzaan make a statement to yourself, never to ask another - TopicsExpress



          

This Ramzaan make a statement to yourself, never to ask another momin, roza ho? To this if he replies in a NO, which by gods willing he is speaking the truth, dont go ahead with your sermons and lectures on faith and virtues. Undoubtedly he too is a practising momin but he may have several issues which is not seen by you. To your dishonouring him of he not fasting, and he lies in a Yes, then this lie is deemed responsible SIN on you. Just that he wants to avoid your question answer sessions he feels, god please forgive me for this lie but your banda humilates me in public for i cannot fast as you my lord are aware of it. This is widely practised by women. Riyakaari of sort. auratein to is par shuru ho jaati , roza fard hai kya tuko maalom nahi kafaara diya, bus jaise inhone hi deen rab aur rasool ko jaan liya pehchaan liya, aur itna nahi chup rahein sareh pados me phir aam ho jata hai. Next most women in Ramzaan show off their culinary skills, by making a feast and sending it here n there. no doubt this encourages love between families, but also a competition sense too. for instance you have the capacity to make, three non veg fried stuff n give, d other person thinks, she has given 3 types of non veg i also have to return same in her dishes, but how can i n how will i do? so to avoid embarrasement for the other lady try to stick reasonable and feasible for they too would like to return your goodwill. Next phir aksar yeh paya gaya auratein bada deen ka dankah bajati hain, hum ne to teen quran pureh kiye, abhi coutha chal raha hai. maa ko baqshaya baap ko phir sas ko aur isko usko falaan ko. phew !!!! uff ...kya aap rajdhaani express ki chalak hain jo 3-4 quran pureh padeh aur baqsh diye. chaliye jab itna padh liye hai to pureh tees pareh ek ke peeche ek sahi se line se batayiye? ya phir sureh ek ke baadh ek sab line se kahiye ? kyun kya huwa jawab yaad nahi . phir 3-4 quran pureh padh liye aap ne...kuch to yaad hoga..... Phir Subhanallah kuch auratein iftaar party me discuss karti hain, behan mujhe to bilkul fursat nai milti, mujhe to 100 samose us masjid me bhejne padhte hain phir us masjid me yeh aur phir wo wahan aur behan mere ghar itne log zakat lene aate hain, my thak jaati hun sab ko dete huwe. kya hai naa mere pass 5 tole sona hai mere shohar lakhon me zakat nikalte haun. bus bedah gark sari nekiyon kaa...dikhawa kar liya bandon ko suna diye aap k peeth peeche aapki tareef aur wah wahiy hogaye ab aapko iska sawab kyun chahiye...logon se to mil gaya naa...tarif k pool kaa. Phir auratein, my to ek bhi namaz nai chodti tahajud bhi padhti aur sab ghar par padhte hamare ghar pe sab roza hain, behan aapke ghar par kon kon roza hai ? chalo hisab do inko....uff re aurat aur riyakaari.... Jo waqt aata hai TAAQH raaton ka phir tab, behen my to raat me isha k baad yetekaaf karti mere abu us masjid me baithe hain yetekaaf ko aur bhai us masjid me patiji ghar k pass wali masjid aur mera beta to pureh mahine yetekaaf me baithaa hai, aap kya yetekaff nahi karti aapk ghar par kon yetekaaf ko baitha hai? bolo ab deen bhi hamko personal nahi rehne deti commercial ya professional bana diya.... bus is Ramzaan ohad karlo kissi momin ko uske ibadat par naa sawal karenge naa kissi ko sermons deinge...apna deen mukamil karene aur gurbateen halat me is bar roza adah kaernge...na dikhawa naa shor naa riyakaari....bus khamosh apna farz pura karenge.
Posted on: Wed, 25 Jun 2014 07:36:19 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015