Uljhay huay halaat ka shikwa na kiya kar, khairaat mein khushiyon - TopicsExpress



          

Uljhay huay halaat ka shikwa na kiya kar, khairaat mein khushiyon ki Tamanna na kiya kar So Baar kaha itni Muhabbat Nahin Aachi, So Baar kaha itna Bharosa Na kiya kar Haalaat hamain kabhi " EK " honay nahin Denge, "Aye Jaan" Tu meri Tamanna Na kiya kar Kya janay ye kis morr pay lay jaye zamana, Tu "innocet" ko kisi pal bhi "Tanha" Na kiya kar Mumkin hai kisi Roz Bichar jaon Achanak, Tu mujh say pyar itna ziyada na kiya kar…
Posted on: Thu, 11 Jul 2013 10:00:40 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015