Unki Mohhabbat ka nishaan abhi baaki hai, Naam lab par hai par - TopicsExpress



          

Unki Mohhabbat ka nishaan abhi baaki hai, Naam lab par hai par jaan abhi baaki hai, Kya hua jo dekh kar muhh pher lete hai, Tassali hai chehre ki pehchan abhi baaji hai. Tamanna koi bhi mere dil ki poori na hui, Chahat ka koi afsana na bana, Aaj phir chali gayi zindagi Nazron ke saamne se, Aur usse baat karne ka koi bahana na bana. Ho sakta hai humne anjaane me apko rula diya, Aapne duniya ke kehne pe hume bhula diya, Hum to vaise bhi akele the Kya hua agar aapne ehsaas dila diya??
Posted on: Tue, 10 Sep 2013 10:57:01 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015