∗ Wasiyat Ka Huqm Quraan-e-Kareem Ki Roushni Me ∗ Al-Quraan - TopicsExpress



          

∗ Wasiyat Ka Huqm Quraan-e-Kareem Ki Roushni Me ∗ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! “Tum Par Farz Kiya Jata Hai Ki Jab Tum Me Se Kisi Ke Maut Ka Waqt Aa Jaye Toh Agar Wo Kuch Maal Chorh Janey Wala Ho Toh Maa Baap Aur Rishtedaron Ke Liye Dastur Ke Mutabiq Wasiyat Kar Jaye .. Ye Lazim Hai Parhezgaron Par. Phir Jo Koi Usey Sun’ne Ke Baad Badal Daaley Uska Gunaah Usi Par Hoga Jo Usey Badlega, Beshaq Allah Bada Sun’ney Wala Aur Jan’ney Waala Hai”. - (Surah 2. Al-Baqara, Aayat : 180-181)
Posted on: Mon, 19 Aug 2013 10:49:07 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015