Wohi RUB ha jo Subha neend se Jagata hay- . Us Insan ko jo sara - TopicsExpress



          

Wohi RUB ha jo Subha neend se Jagata hay- . Us Insan ko jo sara din ALLAH ki na farmaniyan karta ha . Kbi Nach kbi gana kbi jhot kbi sood kbi gali kbi kuch . Or Jb Raat hoti ha to sula deta ha Or aisay sulata ha Jaisay sara din 1 b na farmani na ki ho. . Halan k Zameen pukar uthi . Pahaar Ro Pare . Ya ALLAH ye kya ho raha ha? Tu in ko pakrta Q ni? Tu in ko marta Q ni? Ijazat de hum in ko Mita den. . ALLAH farmata Ha Khamosh raho Me Is Ki Toba Ka Intezar Kr Raha hon . Kabi to Toba kry ga.... kya aisy Raheem PRWARDIGAR ki hum phr b nafrmani karen ge? Ya Rab hmein mauf frma.-Ameen-
Posted on: Fri, 05 Jul 2013 11:59:23 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015