Yar ap ko kya hova Ap ka pas ap ka aba ki tareekh ha.Jo 1832 ma - TopicsExpress



          

Yar ap ko kya hova Ap ka pas ap ka aba ki tareekh ha.Jo 1832 ma Sardar Shams khan Sabz Ali Mali khan aur dosro ki qurbani ki sorut aur1947 ma Ghzi a Millat ki quadut ma lari jana wali azadi ki jang ha. Jis ma humaray 4000 sa zayada mujahadeen shaheed howay.Aur riasut ka 32 hazar muraba km alaqa azad howa.Aj ya nam nahad azadi pasand dogra ki hakomut ka khalaf azadi ki jang ka usi tara khalaf hay. jis tara KPK ma Ghafar khan indian nawaz Sindh ma GM Sayyed wagara. Humrari tareekh humarah Aba ki qurbanio ki waja sa qabla fahar ha. ya azadi ka nam per new nasal ko apni tareekh sa bazar kar rahay ha.
Posted on: Sat, 19 Oct 2013 02:58:49 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015