Year 2014... thanks mujhe itna sab sikhaane k liye... iss saal ne - TopicsExpress



          

Year 2014... thanks mujhe itna sab sikhaane k liye... iss saal ne mujhe dikhaya k duniya ki reality kya hai... imaginary life se bahar aaya... Emotions, Agression, Dedication... sabko seekha achhi tarah... IS Saal Ne Kuchh Mujhse Chheena.... Kuchh Mujhe Diya... Helpless hona kya hota hai ye seekha... Helplessness se bahar kaise aate hain ye seekha. Sacrifices krne ki power badhi... kismat ko jaana k ye kahan tak sach hoti hai... Emotions ki reality samjhi. Iss saal se mujhe koi shiqayat nahi, kyuki ye ups n downs wala tym aana chahiye life me. 2014 helped me to pull myself out from a boy to a man. (looks me nahi -_- life me) pata chalne lag gaya k ladke aur aadmi me kya fark hota hai. bahut saari responsbility ka pata chala. So sabki life me aisa time aata hi hai chahe wo insaan 10 saal ka ho ya 20 ka... mujhe nahi pata k meri life me ye jaldi aaya ya late... lekin ab mai bahut khush hun k ab nayi life me enter kar chuka hu mai :) Thankyou so much to those people jo is saal me mujhse mile... aur mujhe itna kuch sikhaya... aur shayad mujhse bhi kuch seekha hoga (Except Guitar :p ) mai ye hi chahta hu k puri zindagi aap sab log mere saath rahein. :) thanks to 2014, ye saal meri life me sabse upar rehne wala saal hai.. Welcome 2015... i hope 2015 me ups zyada ho... downs nahi :p Happy new year
Posted on: Thu, 01 Jan 2015 17:10:07 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015