Youm-e-Ayesha Siddiqa R.A Ek Maa hay mairee wo be janam jis nay - TopicsExpress



          

Youm-e-Ayesha Siddiqa R.A Ek Maa hay mairee wo be janam jis nay diya mujh ko Or Maa hay mairee tu be shaan Rabb nay dee hai tujh ko Baitay hain wohi achay jo kartay hain wafa maa say Maa Ayesha key mohabbat bin ham paain gay falah kaisay Jab Maryam pay lagee tuhmat Esa nay dee shahdat Jab Maa g pay lagee tuhmat khood Rabb nay dee gawahee Nabi chuntay na kabhee un ko gar hota na chalan acha Maa un keey namazi thi baap un ka tha bara sacha Tayyaba ko milay tayyab or tayyab ko milay tayyaba Sarkar be tayyab hain or maa g hain mairee tayyaba Rohoon ko milain rohain , Budruhon kay liya bud roo hain Aaaqa bee haseen roo hain or maan g be haseen ro hain Jo aulad na hoee unkee to maa gee ko fikar kaisa Hay seenay main Imaan jis kay un he ka to hay baita Maa gee ki wafaoon ko hay rabb nay chuna kaisay Jis simat chalay jaa o nam ay Ayesha he liya jaay Maa g hain baree onchee or Zaheer qadmoon say bohat neecha Fakhar itna he kafee hay nisbat hay mairee un say Admin Ahsan Raza
Posted on: Fri, 26 Jul 2013 23:22:02 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015