Zindagi ki kitab me.itni galtiyaan hum na karein dosto.ki pencil - TopicsExpress



          

Zindagi ki kitab me.itni galtiyaan hum na karein dosto.ki pencil se pehle.Rubber hi khatam ho jaye..aur touba se pehle Zindagi...uff! Mere bhaiyo.Allah ko mana lo.razi kar lein hum.is ki mehnat me lag jaye.jee jaan laga kar.waqt hai abhi.na jane kab ye saanson ki dor toot jaye.kab ye ek khamosh Aawaz haqeeqat me.humesha k liye ek dum khamosh ho jaye.kuch pata nahi.koi khabar nahi.touba karo.touba karo.mat pado in film me naachne,gane wale logon k chakkar me.Allah ki Qasam.in ki sari jhoothi muskurahatein aur ander se galat zindagiyaan h.sirf zahiri chamak pe,in k rung w roop pe na jao.padho in sub ki tareekh.kin kin halaat me.kaise kaise dard nak in ki moutein aayi hain.aakhri waqt in k kaise guzre hain.aaj sub se jeyadah.ahle imaan ka dushman.ye filmi duniya wale bane hue hain.inhon ne humare noujawan bachche bachchiyon ka rukh hi mod rakha hai.zindagi jeene ka maqsad w fikr hi badal diya h.asal mehnat se.kisi aur mehnat me laga diya h.movies dekhne me busy kar diye hain in ko.hi! Main kya kahu
Posted on: Thu, 14 Nov 2013 07:08:43 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015