allah tala ne insano ko ashraful makhloqat yani makhloqun me sab - TopicsExpress



          

allah tala ne insano ko ashraful makhloqat yani makhloqun me sab se afzal makhloq insan ko banaya hai, aur bahut izzat di hai, aur insano ko allah tala ne dimag diya hai take wah sonche ,samjhe, aur quran me bahut si jagah in ko gaur fikr karne par ubhara hai. aaj aap ke samne ek sawal pesh kiya jaraha hai sonch samjh ke jawab dijiaga. 1- allah tala ne quran me farmaya hai. (momin apni nigah nichi karle) jab koi gair mehram samne aai to. surah noor ayat number 30-31). 2-ahamad raza khan sahab , jab gair mehram aurton ko dekhte hain, to apni sharamgah khol dete hai, aur kurta ke daman se aankhe chhupa lete hai.(1. sawanih e aalahazrat page 100, 2. hayat e aalahazrat jild 1 page 106)
Posted on: Sat, 02 Nov 2013 23:00:50 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015