ay hum safar teri galti nahi bs mai galtiyaa krta hun hun zindagi - TopicsExpress



          

ay hum safar teri galti nahi bs mai galtiyaa krta hun hun zindagi sy na umeed phr b tjhay panay ki umeed krta hun . Jb tawazun he zindagi ka bigar gaya ho to kesay sudhar lun khud ko . Ye mehenat k bd nakamiyabi ka drd hai jabi tjhay panay ki mehenat kum krta hun . Taqdeer apni jaldi bana ne bht kum umer mai daur para zindagi ki daur main . Jb nakamyabi mili to apne rab sy kamiyaab bana ne ki umeed krta hun . Waqat sy peheley or taqdeer sy zada nahi milta kixi ko . Bs tjhay apni taqdeer bana ne ki puri puri raat duaa krta hun. Jis ko tu buri adat smjti hai meri wo adat raat mai jaagne ki . Bs yun smj dar gaya hun is duniya jbi duniya jaagti a to sota hun or duniya soti to jaagta hun. Ay hum safar bht na umeed hun apni is zindagi sy . Bs ab tjhay zindagi bana ne ki dua krta hun tjhay zindagi bana ne ki umeed krta hun . #Smallpoetryfromtalalmoghul
Posted on: Thu, 04 Jul 2013 22:54:11 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015