bahut loog aaj yeh post kar rahay hain keh egyptian(misri)sadar - TopicsExpress



          

bahut loog aaj yeh post kar rahay hain keh egyptian(misri)sadar mursee ko america ya doosray islam mukhalif quwwato nay apnay mansab say hataya..aisee posts main koi sadaqat nahi..misri sadar ko kuch wajohat kee bina par hataya hay..1 misri sadar awar us kee party akhwan-u-lmuslimeen nay misrio ko kuch nahi diya..siraf apni party ke logo ko saholatain awar nawkriya diyai..misri logo nay mursee ko dastoor main tabdeeli ke leyai kaha laikin us nay inkaar kia awar loog road par aagayai awar mursi ko majboran woh karna parra jo woh nahi karna chahta tha..2 athopia(khabsha) nay river nile par dam banana shoro kia tha jis ka rookna nihayat zaroori tha.kio keh agar woh dam ban jata hain to nile main paani khatam ho jayai ga..jo keh misr main meetay paani kee husool ka wahid zariaa hain..lakin mursee nay us par koi stand nahi liya..awar woh project aadha compleat ho chuka hain..awar jahan tak sharab awar ariyani kee baat hain to misr main badastoor woh sab kuch aisa hee hain.club.baars sab ab bhee open rehtay hain awar us ko abhee tak licence issue hotay hain..please share karay keh logo ko haqiqat ka pata chal sakay
Posted on: Thu, 04 Jul 2013 18:21:54 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015