dil me josh saso me tufan ye h apni collage ki duniya padna - TopicsExpress



          

dil me josh saso me tufan ye h apni collage ki duniya padna likhna to chalta hi rahega aish tu kar koi kuch n karega. yaha aa k bus bindas ho jao uper wali chat m gappe ladana luch m kantin me chay pi k aana ektte ho kar aasaiment bnana last date k bad submit karana class me kbi b dhyan nahi aree lacher lagana aasan nahi..mach gaya shor ho gai lagai kisi ki shirt kisi ki tie agale hi din case hua tanda dadagiri ka apna funda... yee h collage ki duniya yaro k sat jina marna do lacher kar k padai sara din masti karna yai wo din h jo yad aayenge
Posted on: Sun, 11 Aug 2013 04:42:27 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015