dosto ye sayri aap sab ke liye ..... warso ka tum se jo nata - TopicsExpress



          

dosto ye sayri aap sab ke liye ..... warso ka tum se jo nata raha, umar bhar ka mera sukun jata raha, tum ulfat ke natak dhekati rahi, main hakikat samj muskarata raha duniya walo ne mhuje samjaya bahut, main masware uni ke tukrata raha dosto phir pyar aise mod par aaya wo doli main chadke vida ho chali main danto tale ungliya dadata raha or phir dard ka silsila ....... jab se tumare haat pile huhe tab se na jane hamare kitne rumaal gile huhe sayad pyar karne main hum dhele huhe ......
Posted on: Sat, 26 Oct 2013 12:21:27 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015