duniya me aaj kal jo hume izzate milti hai wo ek imtihaan hai.. apne rab ki taraf se. agar tangi hai, preshani hai wo bhi imtehaan hai.. sawal uthta hai kyon..? to hum sab jan lete hai.. Allah aazmata hai tarraki dekar niyamat dekar kya banda shukr karta hai. aur preshani dekar aazmata hai.. ke bnda sabr karta hai ya gumrah hota hai. hum log Aise halat me kya karte hai.,, aur hume kya karna chahiye..?
Posted on: Fri, 04 Oct 2013 15:07:14 +0000