haa...hogayi. galti. mujhse... main. jaanti. huu parr ab v tujhe - TopicsExpress



          

haa...hogayi. galti. mujhse... main. jaanti. huu parr ab v tujhe mein apni jaan maan tii huu... ek aakhiri mauka. de mujhe!. aaj v mein tujhe apni saan maan tii. huu... sirf sanse. hi toh baki hain jab teri yaad aati hain yaad mein tera... saath ye v x0od jaa ti hain. galti toh sabse h0ti hain galti mujhse v. ho gayii... ab maaf v karde mujhe q. durr itna ho gaya ek. galti k liye.... q saath x0od gaya tu q muu. m0d. gaya tu q be nishan sa... nishan x0od gaya haa hogae galti mujhse mein jaana ti huu... par ab v tujhe mein apni (jaan maan ti huu)3 ek. aakhiri mauka de. mujhe.. aja v tujhe mein apni ( saan maan ti hu)2 SOcha tujhe p. kar. vuladunga par. p. kar. v yaad. aaya. tu itni si baat par x0od gaya jaana hi tha. toh. aaya q jena mera aashan kar.. tu. milke ye yehesan kar yaad tera satata hain ab aajaa. baat. maan karr... ((JAB JAB TU CHALA JAATA HAIN YEISI NAMI XAA JAATA HAIN JAISE GIR PADHE HO BAADL MUJHPAR EK AACH DILPE AAJATI HAIN)) jab. aankhe band hoti hain bas tu saath hota hain tere yaad0n ke. takiye pe. bas raat meri soti hain tu q dur hain yu mujhse tujhe chahati hu pure dil se sun le meri ye aarju tu hi meri jaan hain tu hi meri jahan hain tu hi hain sabkuch mera adhura tere bin dil mera tu samajhta q nahin ye dil hain sirf tera haa. hogayi galti mujhse mein jaantI hu par ab v tujhe mein apni jaan maan ti hu ek aakhiri mauka de mujhe aaj v. mein tujhe apni (saan maan ti. hu)2 (jaan maan ti hu)2
Posted on: Mon, 26 Jan 2015 07:06:45 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015