in India lots of blood donation camp take place but needy person can get blood only by buying it, is this donation.......if it is donation than daan kiya hua khoon jaruratmand ke liye hona chaiye wo bhi free tab daan hoga,lekin blood fir bhi free nahi milta......................plz mera irada kisi ko irritate nahi krna hai per jo hum khoon daan kr rahe hain wo agar needy insan ko nahi milta to kya kare batao.........
Posted on: Tue, 13 Aug 2013 19:06:49 +0000