indian government ke niyam bahut ajib se hain, bharat sarkar ne - TopicsExpress



          

indian government ke niyam bahut ajib se hain, bharat sarkar ne yaha ke production bund karwa kar import ko increase kiya h, yani indian handicrafts ya indian goods maker apna product export karna chahe to us par kai tarah ke tax hain aur agar china se kuch aa raha h to wo tax free h, bharat ke chote udhyog bund hone ki kagar par hain, aur china se aaya hua samaan bharat par kabja jama raha h..............
Posted on: Fri, 23 Aug 2013 03:55:59 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015