kiatne bhai behan ko muj par yakin hai ... ki hum aur aap sab - TopicsExpress



          

kiatne bhai behan ko muj par yakin hai ... ki hum aur aap sab milkar jo bhi kaam karenge Rajputana ke liye wo sahi hoga ... mai kisi ki buarai ... nahi karana chahata ... jo koi bhi ho chahe wo bikau ho ya bas bhadakau bhasan dena janate ho ....ya bas unagali laga kar ghar bethane wale ho ya zee t.v ko t.r.p dilane ka kaam karte ho .. magar hum wo nahi jo bik jaye chand kagaj ke tuakdo ke liye .... hame bhi eas page ke band karane ke liye msg aur call ati hai magar ye 1 saal ki mehanat hai ...eak sache pake rajput ki .. jo mitt sakta hai bik nahi . jai rajputana.. but dikhao kitane frnds sath hai .. aur kaun kaun sath ana chahat hai batao sab kaun kanha se hai aur mai amabal acity (haryana) se hoon mera naam Thakur sagar partap T.S.P hai kaun kaun aa sakta hai sath dene ke liye apne eas bhai ka ... jo ki rajputana ke liye mar bhi sakta hai ... plg cmt fast ...all frnds
Posted on: Sun, 28 Jul 2013 11:16:59 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015