kitne asani say pal bhar mein mitt jayga ek nend ke mudat ko waqat - TopicsExpress



          

kitne asani say pal bhar mein mitt jayga ek nend ke mudat ko waqat ke taiz bahao mein hasado khawaishat ke tarha sab bah gya kaisa estrab kaha ka sakoon wo muhabtain nafratain dostiyan dushmania wouh ezay asaishey wouh jaho jalal wouh lashkaro separ etnay khuda eitney badshah sab mitt gaye kaisa mazak sab zaleelo khuwar ak qudrat aur ak khuda kay makror kaise mein b mukhalifat aur zehmat ke zakhat nahin wouh log ju khuday wahid say jang mur ker apni khudai ke dehuna pitwatey hai tareekh kay daman mein keray makoro kay siwa kuch b nahin
Posted on: Tue, 30 Jul 2013 22:03:30 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015