koi ek banda fassad na karwa sakta. lagta ha desh ki sarkar bhi - TopicsExpress



          

koi ek banda fassad na karwa sakta. lagta ha desh ki sarkar bhi RSS, BJP.VHP k zair e asar ha..aur desh k idaary bhi riots mai mulavis hain. .. jiss tarha muslaman pe TOPA aur TADA act laga kar unko kaboo kiya gia unki har tanzeem pe pabandi lagai gai in hindu atankiyon pe bhi pabandi lagai jaye.taa k desh mai mazeed fasad na ho aman qaim rehe. warna soch lo jiss muslaman ka jawabn beta mara jaye jiss muslaman bache ka bap mar diya jaye jiss bhai k samne uski behan ki izzat pamal kar k qatal kr diya jaye wo kese kehe ga jai hind sab se achha mera hindustan proud to be indian?? ham se sirf wafadari na mango hamari izzaton aur jan o mal ki hifazat bhi karo. ham sirf jai hind ka nara marny k kiye nhi jo hind hamari izzat jan o maal ki hifazat na kr sake. phir to hatheyar hi uthayen ge jan hamara khoon hoga insaf na mile ga. world human right commission ki report k mutabiq dunya mai sab se ziada minority k haqooq ki khilaaf varzi india mai hoti ha aur muslaman iss k sab se ziada shikar hain. jiss democracy k geet hamary neta gaate hain world usko hindu extremists ki dictatorship kehte hai
Posted on: Thu, 12 Sep 2013 05:43:00 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015