mai kaddra karta hu aap sabhi k bhawnao ka...gussa wajib - TopicsExpress



          

mai kaddra karta hu aap sabhi k bhawnao ka...gussa wajib hai..lekin i think it ws only fault of people who were walking on the railway track..railway track rail k daudne k liye hota hai...aur nhi hai uss ilake me sadak to banwao..aandolan karo ya chhetra k sansad ko badlo iska to adhikaar hai na logo k pas..actually dhamara ghat k log samajhte hi hai apne ghar ka raaj..wanha 2 train aur khadi thi aur use b dhamara ghat k logon ne hi roka hoga ya to dhoodh dhhone k liye ya peda bechne k liye...train late se pahunche to sarkar gali khaye samay pe chale to log kuchle jaye...galti to hum sab ki hai..sarkar ya system ki nhi..driver ko peet peet k maar diya gya...uske liye kisi ne nhi dukh jataya jabki wo to apne kartwwya ka palan kar rha tha,uski to koi galti nhi thi...kai baar saharsa jate tym dhamara ghat se gujra hoon aur hamesa karwahat hi nikalti hai wanha k logon k liye... arrey agar nhi hai sadak aur bechna hai doodh ,lekin iska matlab ye thodi na hota hai ki vyvasta kharab karo...dhamara k logon ko mansik vikaas ki jarurat hai...sudhar jao sab nhi to kal phir train niklegi aur sab phir kuchle jaoge...na system galat hai na vyvasta...hum galat hai..
Posted on: Tue, 20 Aug 2013 09:50:34 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015