main sunni tu wahabi main tableegi tu ahle hadis Main barelvi tu - TopicsExpress



          

main sunni tu wahabi main tableegi tu ahle hadis Main barelvi tu jamaati Ye firqo me batne ka waqt nahi hai Ekk bikhri hui qaum ko aur mat bikhero Ye waqt ek hone ka hai Ye waqt badalne ka waqt hai Jab dushman hamare ghar jalata hai to wo ye nahi dekhta hai ye sunni ka ghar hai isko jalao deobandi ka ghar chod do Uss 3 saal ki bachi ke seene me trisul dalne ke pehle use ye nahi pucha gaya tha ki teri firqa kya hai Uss kuwe me 150 lashe jala kar dali gayi thi toh unhe maarne ke pehle ye nahi pucha gaya tha tumhara firqa kya hai Uss jabbar bhai ki dukan jalane se pehle use ye nahi pucha gaya tha ki tera maslak kya hai Uss masjid me quran ki behurmati ki gayi thi toh unhone ye nahi pucha tha ki kis maslak ki masjid hai Waqt bada nazuk hai aane wala mere bhaiyo ya Allah musalmano ko nek bana de Ya Allah musalmano ko ek bana de firqa chodo qaum ko jodo....
Posted on: Sun, 18 Aug 2013 07:31:50 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015