maut ka mukkaml ho ya ho yado ka gharonda gin gin kar tutte dekha - TopicsExpress



          

maut ka mukkaml ho ya ho yado ka gharonda gin gin kar tutte dekha h aaj tak mene inko.... . . seepi si aankhe ...moti si najar palko me bnd h mere khwab agar . . kyo aitraaz h is jaha k panchiyo ko jo chahu tay karnaa me bhi safar . . ujjwlit ho rahi h deep ki lo idhar foot rahi h krodhagni mere duji taraf . . waqt ka me baasinda par felaau kese kho diya ho astitv hi apnaa to aankho me maanik moti laau kese . . ghosle ka sahara tha,fir bhi dar dar ka mara tha nirlaj panchiyo se hara tha ,sabka sataya tha . . na mila mujhe sahara apnaa aasiya sajau kese tinke tinke bikhar gaye ho to fir se ghoslaa banau kese . . sawan ki badli gum ho gai kahii ,sukhe rah gaye meri ummido k ped pyase kos kr hmesa tees deta raha insaa,ab man ko fir sapno se sajau kese.......
Posted on: Thu, 11 Jul 2013 10:52:18 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015