parday ke peechay kia hain yeh aik haqeeqat hain keh taliban ka - TopicsExpress



          

parday ke peechay kia hain yeh aik haqeeqat hain keh taliban ka larkio kee taleem par babandi aik ahmaqana awar islam ke khilaf qadam tha..kio keh islam main taleem mard awar awrat dono par farz hain..to taliban koon hota hain keh es par pabandi lagayai..yeh iqdaam mahaz apni nazriyat kee buniyaad par liya giya tha..quraan awar hadees islam main dono authentic sources hain.lihaza es say rogardani karna islam ke khilaf hain..awar na islam main nazriyat ke leyai koi jaga hain..laikin malala issue ko is had tak lay jana awar us kee itni pazeerai karna kisee maqsad say khaali nahi..america awar doosray islam dushman anasir malala ko daal bana kar duniya ke saamnay musalmano ko shiddat pasand awar badnaam karna chahtay hain..awar duniya ko yeh taasur daina chahta hain keh musalman mulko awar musalmano par american barbariyyat awar un par hamloo ke leyai jawaz paida karna hain za mohammad pipal
Posted on: Fri, 12 Jul 2013 18:45:44 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015