pta nahi kyu magar hum sabhi aj kal ek dusr se bhot door hote ja - TopicsExpress



          

pta nahi kyu magar hum sabhi aj kal ek dusr se bhot door hote ja rahe hai... kahne ko to hum 24 ghnta chat karte hai msging karte hai magar kisi se uska dukh puchne ke liye bahana bnana padta hai...... agar kisi ko ijhar karna ho to wo bhi ek mauka ya bahana ki talash me rahta hai.. kisi ke prati agar apni samvedna bhi vyakt karni ho to bhi ek bahane se hi... dil ka haal dono taraf wahi hai, magar bayan karne ke liye bhi bahane ka intejar..... Agar man me kisi ke prati dwandv ho to bhi hum seedhe nahi kahte ,, hum baat ko ghuma kar ek bahane se sath hi khte hai.... kyu????? agar aisa hai to kyu??? kyu humne apne rishto ko keval ek bahane par tika rakha hai...... aaj hum din bhar chat bhi kar le lekin agar koi serious issue hota hai to hum kabhi direct nahi kahte... kyu??? ye shishtachar ki baat nahi hai,, asliyat to ye hai ki... aaj ke daur me hum rishto ko dar ke sath nibhate hai... yaha tak to hum ap khud se bhi darne lage hai......... AAina samne hota hai to bar bar khud ko alag alag tareeke se dekhte hai kyuu???? khoobsurat lagne ke liye nahi,, darr ki vajah se,,, aapko apni kamiyo se dar lagta hai.... kisi ke kareeb jane ke liye log khud ko na jane kitne tarah se badlte hai,, magar kyu?? unhe is baat ka dar haota hai ki agar wo aise hi gaye to shayad unhe koi na sweekare... darr darr aur keval darr,, kya hum wakai itne majboor hai..................
Posted on: Thu, 18 Jul 2013 17:33:25 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015