pyar,ishq,mohabat.............. ye sune mein kitna acha lagta hai - TopicsExpress



          

pyar,ishq,mohabat.............. ye sune mein kitna acha lagta hai khas kar hum youngster ke lyie sun ke lagta hai........ hai khabhi hume v ho iska eshaas....... jo avi avi relationship mein aaye wo to 7we asman pe hote hain or jinka thoda purana ho :) u knw what i mean khair main baat hai pyar karna to bohot asan hai par wo sucess hi ye kehna thoda muskil..... sirf ek dusre ko jane pechane se hi pyar nhi hota pyar tab pura hota hai jab aap ek dusre ke sath hote ho wo v wid licence i mean marriage sun ke thoda ajib lagta hai but its true whatever we think whatever we feel it dosent matter bat ye hai ki sarkar badal gai puri country badal gai.....letter ke jamne se hum twiiter or facebook or ab to whatsapp pe v aagye par pyar ka andaz or logo ke lyie iske thinking avi v wo hi hai....... family samjhte to sab hain par wahi boring khani pyar ke dushman hazar :) phale kisi se pyar hua to use mano fir uski family fir khud ki family acha job acha repotation bla bla or uper se cast problem alag 100 problems or ohhh my god lastly two option rehte hain ya to aap give up karo nhai to wahi boring life jeo jo sab jeete hain agr aap jamane ki thinking change karne gye to or 1000 tention.....khabhi ye problem to khabhi wo problem fir aap sonchte ho ki nhai yaar ghar walo ki baat suno or khus rho hasil kya hua ek din apne pote potiyo ke sath khelte hue ye sonchnge ki kash us waqt aapne thodi or mehnat ki hoti to life kuch or hoti :) but kambakht bhagwan ne ek dil de rkha hai jo dhadkna tojanta hai par wo v dusre ki isharo pe.... hume bachpan se yahi sikhya jata hai ki life mein wahi milta hai jisme intrest hota magar sala ye kisi ne nhi batya ki agr ye dil kisi ladke/ladki pe aajye to kya hoga suru se pata hota to mind set rehta but nahi pyar kya karli jaise library mein atom bomb phod diya ho...... ab kya karen koi to rok lo koi to change karlo is baar to modi sarkar to pyar syar ke lyie bano kanoon yaar........... :)
Posted on: Sat, 19 Apr 2014 06:46:54 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015