pār kareńge naiyā re, bhaja kṛṣṇa kanhaiyā, kṛṣṇa - TopicsExpress



          

pār kareńge naiyā re, bhaja kṛṣṇa kanhaiyā, kṛṣṇa kanhaiyā dāūjī ke bhaiyā kṛṣṇa kanhaiyā vaḿśī bajaiyā, mākhana curaiyā re, bhaja kṛṣṇa kanhaiyā kṛṣṇa kanhaiyā girivara uṭhaiyā, kṛṣṇa kanhaiyā rāsa racaiyā pāra kareńge naiyā re, bhaja kṛṣṇa kanhaiyā mitra sudāmā taṇḍula lāe, gale lagā prabhu bhoga lagāye kahā kahā kaha bhaiyā re, bhaja kṛṣṇa kanhaiyā arjuna kā ratha raṇa meń hākā, śyāmaliyā giridhārī bākā kālī-nāga nathaiyā re, bhaja kṛṣṇa kanhaiyā drupata-sutā jaba duṣṭana gherī, rākhī lāja na kīnī derī āgaye cīra baḍhaiyā re, bhaja kṛṣṇa kanhaiyā Worship Kanhaiya, the brother of Balarama. Kanhaiyas lotus feet are the boat to take us across the ocean of material life. Worship Kanhaiya, that Krsna who stays in Vraja, playing the flute and from every gopis house steals the butter (that is, the soft and pure white hearts that are like butter). Worship Kanhaiya, that Krsna who lifted Govardhana Hill and performed the rasa-lila. His lotus feet are the boat to take us across the ocean of material life. When his friend Sudama brought Him some low-grade rice, He accepted it, embraced him and cried, O My brother, you havent come for such a long time! Where have you been? Did you forget Me? Worship that Krsna! In the Mahabharata war Syamaliya (sweet, black, crooked Krsna) became Arjunas chariot driver, directing the horses on the battlefield. He lifted Govardhana Hill at such a tender age and He subdued Kaliya Naga by putting a rope through his nose, dragging him out of the Yamuna, Worship that Krsna! Worship that Kanhaiya who immediately came to protect Draupadis chastity by increasing her cloth unlimitedly when she was surrounded by so many wicked men. Jai Shri Radhe Shyam Haribol .....
Posted on: Sun, 11 Jan 2015 19:10:41 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015