ye kismat ka khel tha Jisme mai fail tha Samne uski train thi Fati - TopicsExpress



          

ye kismat ka khel tha Jisme mai fail tha Samne uski train thi Fati meri brain thi Kashmkash me nikle wo 20 minute Jisme use dekhne k liye tarasti rahi ankhe Kaash wo dikh jaati To ye yaadein mujhe na satati Pas rahkar v wo mujhse dur tha Mai aise q majbur tha Aisa lag raha tha kuch chhut raha hai Milne ka aas v tut raha tha Chal padi train aur bin dekhe huye ham juda Tu hi bata us waqt kya karta aye khuda.
Posted on: Sun, 22 Sep 2013 14:19:13 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015