ye wo Pakistan hai jis nay Afghanistan ki zameen oe aik superpower - TopicsExpress



          

ye wo Pakistan hai jis nay Afghanistan ki zameen oe aik superpower ko shikast dee ye wo Pakistan hai jis k khilaf Isreal, India, America ne itehad kr liya hai laikin isay torne main nakaam rahay ye wo Pakistan hai jisne Arab- Isreal jang main isreal k 6 F16 gira diyay jn k saara Arab Isreal k saamnay gutnay taik chuka tha ye wo Pakistan hai k jub 1999 main Srilanka ki 60,000 army India k trained tamil tigersk muhasre main thi tu poori dunya main srf Pakistan me aag aur khoon k maindan main utar kar srilankan army ku bacha liya tha Pakistan wo wahid mulk hai jis nay apni 65 saala tareek main 6 jangain larin 01. Taqseem k waqt 02. 1948 main 03. 1965 main 04. 1971 main 05. Russian war 06. kargil is k bawjood hum na srf zinda hain balk atomic power bhi hain ALHUMDULILLAH is sub ku btanay ka maqsad ye nahi k pakistan main ju crisis chl rahay hain usay ignore kar diya jaye un ki apni aik haisiat hai is sun ku btanay ka maqsad un logon ka munh bund karna hai ju srf pakistan k khilaf boltay hain hum mantay hain k koi bhi mulk taraqi nahi kar sakta jub tuk wo apnay mul k andar aur apnay hamsay mamalik say aman ka muhaida na kar lay pakistan isi liyay china afghanistan iran aur india say hr mumkin mamlat settle karnay ki koshish kar raha hai so fellows if u cant respect ur state the plz dont speak anything against it
Posted on: Sat, 17 Aug 2013 05:34:58 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015