(السلام عليكم و رحمة الله و - TopicsExpress



          

(السلام عليكم و رحمة الله و بركاته) Kya Hamare pyare Nabi HAZRAT MUHAMMAD (S.A.W) Nay Ibadat Ka Tareeka Ya Btaya Ha ????????????????????? Reply Must Tamam MardO Say Swal Ha ...................... ???? Mera Aj Ka Swal Tamam Muslim Mardo Say Ha Kya Masjid Main Asay Ibadat Karna Jaiz Ha Q Kay 1. mard aurtouN par qawwam (haakim) hain Ise Liya Swal B Ap Say Jawab Ki Muntizar Hon Mard, Aurat Aur Allah hazrat Ummay Salma RA nay aik baar Hazoor sallaho alaihay wasallam say arz kia k hum khawateen ko aadhee meeraas milti hai aur falaaN falaaN faraq hum main aur mardouN maiN hai... kia hum bhi agar mard hotay to ach.chaa nah hotaa........ iss moqay pay soorat Al-Nissa ki ayat-32 naazil howi k: ... aur tum aisay kissi amar ki tamanna mat kia karo jiss maiN Allah nay baazouN ko (yaani mardouN ko) baazouN par (yaani aurtouN par) fauqiyat bakhsee hai...... Its true k Allah nay hi mardouN ko aurtouN par bahoot say amoor maiN fauqiat /afzaliat bakhshi hai.... lehazaa mardouN i in by-default FAZEELATOUN par etraaz karnaa goyaa Allah k faisaly etraaz karna hai, jo imaan k manaafi hai.... kissi mominah ko yeh zaib nahi detaa k following haqaaiq ko dil say tasleem nah karay yaa iss bunyaad par mardouN say jealous ho yaa mardouN k barabar haqooq ki khahish karay yaa mardoun ki afzaliyat ko tasleem nah karay... har mominha ko khush dilli say mardouN ki following bartari ko tasleem karna chaiyeh jo quran o ahaadees say saabit hai aur jin par ajmaa.e.ummat hai 1. mard aurtouN par qawwam (haakim) hain 2. mardouN ko aurtouN par aik darjah afzal banaya gaya hai 3. aurtoun ki meeraas, mardouN say aadhee hai 4. 2 aurtouN ki gawaahi 1 mard k barabar hai lekin sirf aurtouN ki gawaahi qaabilay qabool nahi... yani jahaaN 2 gawaahiyouN ki zaroorat ho wahaan 4 khawateen ki gawaahi valid nah hogi (illah yeh k maamlah aisaa ho jahaan mard gawaahi day hi nah saktay houN) 5. aurtouN ki deet (khoon-bahaa) mardoun say nisf hai ------------------------------------------------------------- کیا یہ اسلام ہے،اگر کوئی یہ ویڈیو دیکھنے کے بعد بھی اس کو مانتا ہے تو اپنے ایمان کی فکر کرے
Posted on: Fri, 15 Aug 2014 03:54:23 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015