1. Jo shakhs wazu karne se pelhle pehla kalma parh le to wazu k - TopicsExpress



          

1. Jo shakhs wazu karne se pelhle pehla kalma parh le to wazu k har har qatray per Allah aik farishta paida karay ga jo qayamat tak pehla kalma parhta rahe ga aur is ka sawab us shakhs ko milta rahe ga 2. Pyare Nabi Kareem (S.A.W) ne irshaad farmaya k: Wo shakhs jannati hai jo raat ko sone se pehle sub ko maaf kar k soye 3. Woh gunnah jis ka tumhein ranj ho Allah k nazdeek us neyki se behtar hai jis se tum main ghroor paida ho jaye (Hazrat Ali R.A) 4. Jo Jummah ki namaz se pehle 3 bar Surah Qadar parh le to us din tamam namaz parhne walon ki tadad k barabar naykein mieingi 5. Ghussa sheitan ki taraf se hai aur sheitan ko aag se paida kiya gaya hai aur aag ko pani bhujhata hai isliye jab ghussa aaye to wazu kar lo (Abu Daud) 6. Irshad-E-Nabwi (S.A.W) hai:
Posted on: Tue, 13 May 2014 09:13:12 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015