Haaji ya Namazi.Ak Train me 2 Musalmansafar kar rahe the. - TopicsExpress



          

Haaji ya Namazi.Ak Train me 2 Musalmansafar kar rahe the. jaanpehchan kuch naam seshuru huwi. ek ne puchamohtaram aap ka naam kyahai!!.dusre ne jawab diya"Haaji Abdul Gaffar"..uske baadus haaji sahab ne samnewale se pucha ki aap kanaam kya hai?.usne bataya"Namazi Abdul Kareem"..yesun kar Haaji sahab kehnelage, bhala namaz tou humbhi parhte hai, isme ye kyabatane ki zaroorat kinamazi ho!!.tou us namazine kaha ki thik isi tarah jistarah aap ne apne aap kohaaji kaha..haaji ka amaal ALLAH aurhaajihi janta hai, usey logo kobatane ki kya zaroorat hai.jab tum khuda ki raza keliyehajj karte ho tou ye amaltum apne aur khuda ke bichhi rehnedo, isey logo parzahir na karo, agar log bhulgaye tou bhul jane do kiaap haji ho!isi tarah jisepata hi nahi ki aap haji house tou zaroorat hi nahibatane ki..maine namazi ki misal touisliye di ke haji kehnamaqsad samaj me aajaye.jaisa ki namazi ki namaz sirfnamazi aur khuda janta haiki waqei me khuda kuboolkarega ya nahi.Isi tarah yeh misaal hajio keliye hai, kiaap bhale hi hajj karle, apneaap ko haji batane me harajnahi. magar itrane ke taurpar aur logo ko dikhane ketaur par khud ko haajikehelwana kuch nafa nadega. warna khud khudakahega kal mehshar mein kitune hajj mere liye kiya yadusro ke dikhawe ke liye!!agar dusro ke liye kiya touja ab hajj ka faiz bhi unhi se dhund!!!
Posted on: Sat, 05 Oct 2013 13:46:04 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015