Jaipur me Vilakshan leela:- Swami Parmhance Maharaj ji ki - TopicsExpress



          

Jaipur me Vilakshan leela:- Swami Parmhance Maharaj ji ki anupam kripa- Ek baar app jaipur me lala Hazarimal ji k makan me thehre hue the ki ek fakir ne aakar awaaz lagai- " Me bhukha hu, kuch khanna do" Lala ji ka chota putter harbaksh kuch khanna t tha ek lote me paani leker niche gya aur fakir ko khanna paani diya. Tab fakir bola " ye lota bhi mujhe dedo" Us ladke ne uter diya- Mata pita ji ki agya bina me apko lota nhi de skta hu. Iss pr fakir bht krodhit hoker bola ydi bhla chahta h to lota dede, nhi to bhasam kr dunga. Ladke ne uter diya- ydi tum bhasam kr do ge to hmare guru ji hme jivit kr denge. Tab aapne ladke o awaaz di ladke k sath fakir bhi uper aa gya aur app ji se kehne lga yeh loya hmko dilwa do nhi to ek drishti me hi tuje aur isko bhasam kr dunga Aap ji ne uter diya fakir sahib virajiye iske mata pita ki agya milne pr shayad apko ye lota mil jaye. Rhi bhasam krne ki baat so hmne to ghar choda, seer mundwaya, dar dar ki khak chhani, prantu koi essa na mila jo ek nazar me bhasam kr deta? Liziye bhasam kiziye. Tab fakir bht krodhit hoker apki aur hath krke kuch padne lga.aap fhup beithe rhe. Jab wehe achi prakar se shu- shukakr chuka to aap ji ne kha- liziye fakir sahib ! Aapka mantar pura ho gya ab hm bhi mantar chalate h. Yeh sunker fakir ka krodh shant ho gya aur veh aapse shma mangna lga uski yeh dsha dekhkar aapko hsi aa gyi aapne usse samjha bujha kr vid kr diya BOLO JAI KARA BOL MERE SHRI GURU MAHARAJ KI JAI
Posted on: Thu, 08 Aug 2013 10:59:23 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015