Shree Ganeshaya Namaha. ((Shankh music)) Hari Anant Hari Katha - TopicsExpress



          

Shree Ganeshaya Namaha. ((Shankh music)) Hari Anant Hari Katha Ananta.. Kahahi Sunahi Bahuvidhi Shruti Santa.. Sabhi sadasyo ko prembhara Jai Shri Rama.. Shravan ka pavitra mahina chal rha h aur aaj Shanivar h! Atah aaj hum is grp k mul uddeshy arthat Ramayana Mahanatya k manchan ka prarambh karenge.. Aneko ko iski pratiksha thi,aur uska anth krte hue hum iska arambh krenge.. Sabse Vishesh suchna- Ye manchan Ratri 9 k pashchat 1 se 1:15 ghnte tk chalega.. Hum Balkand hi se iska arambh karenge.. Aapko aapke liye patkatha (script) mil jaya karegi. To ab mudde ki baat, humare paas ye kalakar tayyar h in patro k liye.. Sutradhar Bhagwan Shiva- #Yash. Bhagwan ShriRama/Vishnu- #Aryan bhaiya. Srimati Sita devi/ Lakshmidevi- #Pranjali/??? Lankapati Dashanan Ravana- #Shreyas bhai. Rakshavveer Meghnaad- #Navneet. Mahabali Bhagwan Hanumanaji- #Sumit. Ab Balkand tk hume jinki avashyakta h,wo h.. Sarvottam Shrota Parvatidevi-? Sumali-? Kaikasi-? Vishrawa-? Kubera-? Indra-? Brahma-? Saraswati-? Kumbhakarna-? Vibhishana-? Bhudevi-? Maharaja Dashratha-? Maharani Kaushalya-? Maharani Kaikeyi-? Maharani Sumitra-? Maharshi Vashishtha-? Rishyashringaji-? To lijiye roles fatafat.. Har role k liye atlst 2 aur max 4 log ho skte h.. Dhanyawad..
Posted on: Sat, 26 Jul 2014 02:46:38 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015