Yaado mein kitni dafa tumhari gali tumhara dard pukarta raha magar - TopicsExpress



          

Yaado mein kitni dafa tumhari gali tumhara dard pukarta raha magar kya karu mujhse ye aaya na gaya ek gam jo maine diya tha tumhe mujhse ye bhulaya naa gaya uss roj main yaha se gaya tha ye sochkar ke laut aaunga ek vaada jo kiya tha tumse vo nibha jaunga magar shayad us waqt zindagi ko ye manzoor nahi tha warna main is kadar bhi majboor nahi tha abhi bhi waqt hai....ha waqt hai abhi lekin ye waada hai khud se ke ek din tumhare saamne aaunga tumne jo kiya tha vo har sikhwa mita jaunga yakin dila dunga ke main bura tha magar itna bhi nahi warna tumhara har ilzaam apne sar utha lunga jo kar paya agar itna bhi nahi........truly bhatnagar style....@ zain
Posted on: Fri, 02 Aug 2013 17:09:12 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015