dekhna qismat ke aap apney pe rashq aa jaaye hai main use dekhooN - TopicsExpress



          

dekhna qismat ke aap apney pe rashq aa jaaye hai main use dekhooN bhalaa kab mujh se dekha jaaye hai دیکھنا قسمت کہ آپ اپنے پہ رشک آ جائے ہے میں اسے دیکھوں بھلا کب مجھ سے دیکھا جائے ہے देखना क़िस्मत के अपने आप पे रश्क आ जाये है मैं उसे देखूं भला कब मुझ से देखा जाये है Meri qismat ko dekho ke mujhe khud se hi jalan ho rahi hai ke mujhe yaar ke rukh ko dekhne ka mauqa mil rahaa hai. Aur is jalan ki wajah kar main yaar ke rukh ki taraf nigaah bhi na kar paa raha hooN.. (jab koi kisi se jaltaa hai to us ko kaamyaab hone se bhi rokta hai, aur yahaan shayar khud apne aap ko hi rok rahaa hai) Yaani ke intahaa-e-ishq hai, ke mauqa e deedaar ke bawajood khud ko mehroom rakhna, taakeh lazzat-e-ishq mein ezaafa ho jaaye, aur khud pe rashk ko wajah-e-mehroomi banaana, .. Look at my condition, I am even jealous of myself that I have a chance to gaze at the face of the beloved. But, this jealousy is so strong that I am unable to even look in her direction. (In jealousy, one prevents the other in succeeding in their goal). It is the height of love that inspite of having a chance to gaze at the beloved, the lover chooses to keep himself deprived and blames his envy of himself for doing that. **posted by Babar Imam**
Posted on: Mon, 14 Jul 2014 03:50:20 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015