kai baar log sochte aur kahte hain ki itna bhrashtachaar hai, - TopicsExpress



          

kai baar log sochte aur kahte hain ki itna bhrashtachaar hai, beimaani hai sab kuch bura hai hamare desh me, fir bhee desh tarakki kar raha hai, wo in imaandaar logon ke kaaran hai mere dost. Aajadi ki ladai bhee maatr 7.3 lac logo ne ladi aur aajad kara diya bhaarat ko us samay hamari jansankhya 35 karore thi. Tho mere kahne ka matlab hai ki aaj bhee kai deshbhakt aur imaandaar log hain isi liye Bhaarat vikas kar raha hai.
Posted on: Thu, 06 Jun 2013 14:18:38 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015